Song: | Do Ghoont Pila De Saaki |
---|---|
Singer: | Narendra Chanchal Top Songs |
Lyrics: | Naqsh Lyallpuri |
Music: | Bappi Lahiri |
Category: | Hindi |
Label: | Shemaroo Entertainment Audio |
Released: | 22 Nov 2017 |
Downloads: | 63901 |
Do Ghoont Pila De Saaki Mp3 Song Hindi Download By Narendra Chanchal in album Kaala Sooraj (1985) . Do Ghoont Pila De Saaki Song Download. Do Ghoont Pila De Saaki mp3 Song Download Songpk. Do Ghoont Pila De Saaki Lyrics by Naqsh Lyallpuri, Do Ghoont Pila De Saaki Composed By Bappi Lahiri. Do Ghoont Pila De Saaki Belongs To Shemaroo Entertainment Audio, released Only On SongsPk
Meri iltazaa aye saaqi
Tu peela nazar mila ke
Meri pyaas badh gayi hai
Teri anjuman mein aake
Aankhon ki saari mastiyaan
Aankhon ki saari mastiyaan
Mai mein meri neechod de
Do ghut pila de saakiya
Baaki mere de rod de
Do ghut pila de saaqiya
Tujhe gabhrake
Tere naam se pukaara hai
Saaqiya sharaab
Mere jeene ka sahara hai
Ho do ghut pila de
Do ghut pila de saakiya
Baaki mere de rod de
Do ghut pila de saaqiya
Aisi main peela de saaqi
Hosh hawaas udda de
Aisi main peela de saaqi
Hosh hawaas udda de
Sholo mein dhalne se pehale
Meri pyaas bujha de
Paimaana jo khaali na ho
Paimaana jo khaali na ho
Khob se mujhe peela de
Peena ho jiski zindagi
Kaisi woh peena chhod de
Do ghut pila de saakiya
Baaki mere de rod de
Do ghut pila de saaqiya
Do ghut pila de saakiya
Baaki mere de rod de
Do ghut pila de saaqiya
Jiski tamanna tu ho
Jiska tu khwaab ho
Wallah wallah wallah ho
Kaise na deewana bane
Kaise na kharaab ho
Tauba tauba tauba
Tere rangeen shabaab ne luta
Shabnami se gulaab ne luta
Saaqiya teri mast aankhon ki
Chhalki chhalki sharaab ne luta
Jiski tamanna tu ho jiska
Tu khwaab ho
Wallah wallah wallah ho
Kaise na deewana bane
Kaise na kharaab ho
Tauba tauba tauba
Apne karam ka jaaneman
Ho apne karam ka jaaneman
Rukh tu idhar toh mod de
Do ghut pila de saakiya
Baaki mere de rod de
Do ghut pila de saaqiya
Do ghut pila de saakiya
Baaki mere de rod de
Do ghut pila de saaqiya
Mere saare zakhmo ki
Bas yaheen dawaan hai saaqi
Mere saare zakhmo ki
Bas yaheen dawaan hai saaqi
Jaam zara tarsaa ke dena
Teri adda hai saaqi
Ho haath se tere peene mein
Ho haath se tere peene mein
Kuchh aur maza hai saaqi
Aisi bhi kyaa hai berukhi
Aisi bhi kyaa hai berukhi
Yun bhi na dil ko tod de
Do ghut pila de saakiya
Baaki mere de rod de
Do ghut pila de saaqiya
Do ghut pila de saakiya
Baaki mere de rod de
Do ghut pila de saaqiya
Do ghut pila de saakiya
Baaki mere de rod de
Do ghut pila de saaqiya
Do ghut pila de saakiya
Baaki mere de rod de
Do ghut pila de saaqiya.