Song: | Kar Har Maidaan Fateh |
---|---|
Singer: | Sukhwinder Singh Top Songs |
Lyrics: | Shekhar Astitwa |
Music: | Vikram Montrose |
Category: | Hindi |
Label: | T-Series |
Released: | 10 Jun 2018 |
Song: | Kar Har Maidaan Fateh |
---|---|
Singer: | Sukhwinder Singh, Shreya Ghoshal Top Songs |
Lyrics: | Shekhar Astitwa |
Music: | Vikram Montrose |
Category: | Hindi |
Label: | T-Series |
Released: | 10 Jun 2018 |
Kar Har Maidaan Fateh Mp3 Song Hindi Download By Sukhwinder Singh,Shreya Ghoshal in album Kar Har Maidaan Fateh . Kar Har Maidaan Fateh Song Download. Kar Har Maidaan Fateh mp3 Song Download Songpk. Kar Har Maidaan Fateh Lyrics by Shekhar Astitwa, Kar Har Maidaan Fateh Composed By Vikram Montrose. Kar Har Maidaan Fateh Belongs To T-Series, released Only On SongsPk
Pighla de zanjeerein
Bana unki shamsheerein
Kar har maidaan fateh oh bandeya
Kar har maidan fateh
Ghayal parinda hai tu
Ikhlaat zinda hai tu
Baaki hai tujhmein hausla
Tere junoon ke aage
Ambar panahein maange
Kar daale tu jo faisla
Roothi takdeerein to kya
Tooti shamsheerein to kya
Tooti shamsheeron se hi ho
Kar har maidaan fateh
Kar har maidan fateh
Kar har maidaan fateh re bandeya
Har maidan fateh x (2)
Tum gardishon ke baadalon pe chadh ke
Waqt ka girebaan pakad ke
Poochhna hai jeet ka pata, jeet ka pata
In muthiyon mein chaand tare bhar ke
Aasman ki hadd se ghuzar ke
Ho ja tu bheed se judaa, bheed se judaa
Kehne ko zarra hai tu
Lohe ka chharra hai tu
Tooti shamsheeron se hi ho
Kar har maidaan fateh
Kar har maidan fateh
Kar har maidaan fateh re bandeya
Har maidan fateh x (3)
Teri koshishein hi kaamyab hongi
Jab teri yeh zid aag hogi
Phoonk dengi na-ummeediyan, na-ummeediyan
Tere peechhe peechhe raaste yeh chal ke
Baahon ki nishanon mein dhal ke
Dhoondh lenge apna aashiyan, apna aashiyan
Lamhon se aankh mila ke
Rakh dengi jaan lada ke
Tooti shamsheeron se hi ho
Kar har maidaan, har maidaan
Har maidaan, har maidaan
Kar har maidaan fateh
Kar har maidan fateh
Kar har maidaan fateh re bandeya
Har maidan fateh x (3)
Kar har maidaan fateh re bandeya
Har maidan fateh