Mere Rashke Qamar Original Song Download

Mere Rashke Qamar Original Nusrat Fateh Ali Khan Mp3 Song Downldoad

Mere Rashke Qamar Original Nusrat Fateh Ali Khan
Song: Mere Rashke Qamar Original
Singer: Nusrat Fateh Ali Khan Top Songs
Lyrics: Nusrat Fateh Ali Khan
Music: Nusrat Fateh Ali Khan
Category: Punjabi
Released: 08 Aug 2017
Downloads: 61632
Track Qualities


Mere Rashke Qamar Original Mp3 Song Punjabi Download By Nusrat Fateh Ali Khan in album Mere Rashke Qamar Original . Mere Rashke Qamar Original Song Download. Mere Rashke Qamar Original mp3 Song Download Songpk. Mere Rashke Qamar Original Lyrics by Nusrat Fateh Ali Khan, Mere Rashke Qamar Original Composed By Nusrat Fateh Ali Khan. Mere Rashke Qamar Original Belongs To , released Only On SongsPk

People Also Visit
Munda Mainu Pyar Karda (Inderjit-Nikku,Miss-Pooja) Surma Surma (Guru-Randhawa) Ankhi (Rajvir-Jawanda) Dedh Futte Sand (A-Kay) Mahiya (Ranjit-Bawa) Ik Sandhu Hunda Si Title Track (Angrej-Ali)
More Related Songs By Nusrat Fateh Ali Khan
Jab Raat Dhali Aadhi (Nusrat Fateh Ali Khan) Aainon Mein Yeh Jitne (Nusrat Fateh Ali Khan) Raaten Shor Machati (Nusrat Fateh Ali Khan) Dulhe Ka Sehra (Nusrat Fateh Ali Khan) Hjiab Ko Be Naqab Hona Tha (Nusrat Fateh Ali Khan) Yeh Jo Halka Halka Saroor Hai (Nusrat Fateh Ali Khan)
Lyrics of Mere Rashke Qamar Original

Aaaa�

Mere Rashk E Qamar Tu Ne Pehli Nazar
Jab Nazar Se Milaayi Maza Aa gaya
Barq Si Gir Gayi Kaam Hee Kar Gayi
Aag Aisee Lagaayi Maza Aa gaya

Jaam Mein Ghoul Kar Husan Ke Mastiyan
Chaandni Muskurai Maza Aa gaya
Chaand Ke Sa�ay Mein Ay Mere Saaqiya
Tu Ne Aisee Pilaayi Maza Aa gaya

Nasha Sheeshe Mein Angrai Laine Laga
Bazm Rindaan Mein Saagar Khanakne Laga
Maikade Pe Barasne Lagi Mastiyaan
Jab Ghata Gir Ke Chaayi Maza Aagaya

Be Hijabaana Woh Saamne Aa gaye
Aur Jawaani Jawaani Se Takra Gayi
Aankh Unki Laree Yoon Meri Aankh Se
Daikh Kar Ye Laraai Maza Aa gaya

Aankh Mein Thee Haya Her Mulaqaat Par
Surkh Aariz Hu�ay Wasal Ki Baat Par
Us Ne Sharma Ke Mere Sawaalat Pe
Aise Gardan Jhukaayi Maza Aagaya

Shaikh Sahib Ka Imaan Bik He Gaya
Daikh Kar Husan E Saqi Pigal He Gaya
Aaj Se Pehle Ye Kitne Maghroor The
Lut Gayi Parsaayi Maza Aa gaya

Ay Fana Shukar Hai Aaj Baad E Fana
Us Ne Rakh Le Mere Pyaar Kee Aabro
Apne Haathon Se Usne Meri Qabar Par
Chaadar E Gul Charhaayi Maza Aagaya

Mere Rashk E Qamar Tu Ne Pehli Nazar
Jab Nazar Se Milaayi Maza Aa gaya