Taarif Karoon Kya Uski Song Download

Taarif Karoon Kya Uski Mohammed Rafi Mp3 Song Downldoad

Kashmir Ki Kali (1964) Mohammed Rafi
[R]
Song: Taarif Karoon Kya Uski
Singer: Mohammed Rafi Top Songs
Lyrics: S.H. Bihari
Music: O. P. Nayyar
Category: Hindi
Label: Saregama Music
Released: 22 Nov 2017
Downloads: 52230
Track Qualities


Taarif Karoon Kya Uski Mp3 Song Hindi Download By Mohammed Rafi in album Kashmir Ki Kali (1964) . Taarif Karoon Kya Uski Song Download. Taarif Karoon Kya Uski mp3 Song Download Songpk. Taarif Karoon Kya Uski Lyrics by S.H. Bihari, Taarif Karoon Kya Uski Composed By O. P. Nayyar. Taarif Karoon Kya Uski Belongs To Saregama Music, released Only On SongsPk

People Also Visit
Gandhi Money (Divine) Pyaar Tenu Karda Gabru (Romy) Shayad (Pritam,Arijit-Singh) Muqabla (Yash-Narvekar,Parampara-Thakur) Chandigarh Mein (Badshah,Harrdy-Sandhu,Tanishk-Bagchi,Lisa-Mishra,Asees-Kaur) Shankara Re Shankara (Adarsh-Shinde,-Mehul-Vyas)
More Related Songs By Mohammed Rafi
Chaudhvin Ka Chand Ho (Mohammed Rafi) Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko (Asha Bhosle,Mohammed Rafi) Aana Hai To Aa (Mohammed Rafi) Tu Hindu Banega Na Musalman (Mohammed Rafi) Yeh Hai Ishq Ishq (Mohammed Rafi) Man Re Too Kahe Na (Mohammed Rafi)
Lyrics of Taarif Karoon Kya Uski

Yeh chandsa roshan chehra
Zulfon ka rang sunehra
Yeh jheel si neeli ankhen
Koi raaz hai inme gehra
Taarif karun kya uski jisne tumhe banaya

Yeh chandsa roshan chehra
Zulfon ka rang sunehra
Yeh jheel si neeli ankhen
Koi raaz hai inme gehra
Taarif karun kya uski jisne tumhe banaya

Ek cheez qayamat bhi hai
Logon se suna karte the
Tumhe dekh ke maine mana
Woh theek kaha karte the
Woh theek kaha karte the

Hai chaal mein teri zaalim
Kuch aisi bala ka jaadu
Sau baar sambhala dilko
Par ho ke raha bekabu
Taarif karun kya uski jisne tumhe banaya

Yeh chandsa roshan chehra
Zulfon ka rang sunehra
Yeh jheel si neeli ankhen
Koi raaz hai inme gehra
Taarif karun kya uski jisne tumhe banaya

Har subah kiran ki lali
Hai rang tere gaalo ka
Har shaam ki chadar kali
Saaya hai tere balo ka

Har subah kiran ki lali
Hai rang tere gaalo ka
Har shaam ki chadar kali
Saaya hai tere balo ka

Tu balkhati ek nadiya
Har mauj teri angdaayee
Jo in maujo mein dooba
Usne hi yeh duniya payi
Taarif karun kya uski jisne tumhe banaya

Yeh chandsa roshan chehra
Zulfon ka rang sunehra
Yeh jheel si neeli ankhen
Koi raaz hai inme gehra
Taarif karun kya uski jisne tumhe banaya

Main khoj mein hoon manzil ki
Aur manzil paas hai meri
Mukhde se hata do anchal
Ho jaye door andhere
Ho jaye door andhere

Mana ke ye jalwe tere
Kar denge mujhe deewana
Jee bhar ke zara mein dekhun
Andaz tera mastana
Taarif karun kya uski jisne tumhe banaya

Yeh chandsa roshan chehra
Zulfon ka rang sunehra
Yeh jheel si neeli ankhen
Koi raaz hai inme gehra
Taarif karun kya uski jisne tumhe banaya

Taarif karun kya uski jisne tumhe banaya
Taarif karun kya uski jisne tumhe banaya
Taarif karun kya uski jisne tumhe banaya