Zindagi Song Download

Zindagi Sonu Nigam Mp3 Song Downldoad

Socha Na Tha Sonu Nigam
Song: Zindagi
Singer: Sonu Nigam Top Songs
Category: Hindi
Released: 03 Aug 2017
Downloads: 46602
Track Qualities


Zindagi Mp3 Song Hindi Download By Sonu Nigam in album Socha Na Tha . Zindagi Song Download. Zindagi mp3 Song Download Songpk. Zindagi Lyrics by , Zindagi Composed By . Zindagi Belongs To , released Only On SongsPk

People Also Visit
Gandhi Money (Divine) Pyaar Tenu Karda Gabru (Romy) Shayad (Pritam,Arijit-Singh) Muqabla (Yash-Narvekar,Parampara-Thakur) Chandigarh Mein (Badshah,Harrdy-Sandhu,Tanishk-Bagchi,Lisa-Mishra,Asees-Kaur) Shankara Re Shankara (Adarsh-Shinde,-Mehul-Vyas)
More Related Songs By Sonu Nigam
Meri Maa (Sonu Nigam) Meri Maa (Cypher) (Sonu Nigam) Chori Chori (Sunidhi Chauhan,Sonu Nigam) Kahan Kho Gaye Wo Yaar (Sonu Nigam) Ilaahi (Sonu Nigam) Ve Mainu Teri Khushbu Aavey (Forever) (Sonu Nigam)
Lyrics of Zindagi

Na chaand ka,
na taaron ka,
Na phoolon ka,
na bahaaron ka,
Na nazaaron ka,
na ishaaron ka,
Na apnon ka,
na begaanon ka,
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai,
Main kya karoon,
ajnabi se mujhe pyaar hai,
Voh ajnabi jaana pehchaana,
Sapnon mein uska hai aana jaana,
Aa ajnabi,
tere liye dil yeh mera beqaraar hai,
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai,
Main kya karoon,
ajnabi se mujhe pyaar hai,
Voh ajnabi jaana pehchaana,
Sapnon mein uska hai aana jaana,
Aa ajnabi,
tere liye dil yeh mera beqaraar hai,
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai,
Main kya karoon,
ajnabi se mujhe pyaar hai,
Khushbuon ki gali mein,
in hawaaon mein dekha,
Maine chehraa uska dilkash fizaaon mein dekha,
Oh,
bekhayaal karta hai,
voh bada deewana hai,
In labon ka pyaasa hai,
dil ka aashiqaana hai,
Bekhayaal karta hai,
voh bada deewana hai,
In labon ka pyaasa hai,
dil ka aashiqaana hai,
Voh ajnabi jaana pehchaana,
Sapnon mein uska hai aana jaana,
Aa ajnabi,
tere liye dil yeh mera beqaraar hai,
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai,
Main kya karoon,
ajnabi se mujhe pyaar hai,
Ab to uske liye hi raat bhar jaagti hoon,
Aaye ghadiya milan ki,
yeh duaa maangti hoon,
Ho,
jaaneman mohabbat mein faasla zaroori hai,
Dhadkanein yeh kehti hai,
chaar din ki doori hai,
Jaaneman mohabbat mein faasla zaroori hai,
Dhadkanein yeh kehti hai,
chaar din ki doori hai,
Voh ajnabi jaana pehchaana,
Sapnon mein uska hai aana jaana,
Aa ajnabi,
tere liye dil yeh mera beqaraar hai,
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai,
Main kya karoon,
ajnabi se mujhe pyaar hai,
Voh ajnabi jaana pehchaana,
Sapnon mein uska hai aana jaana,
Aa ajnabi,
tere liye dil yeh mera beqaraar hai,
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai,
Main kya karoon,
ajnabi se mujhe pyaar hai,