Zindagi Song Download

Zindagi Shaan Mp3 Song Downldoad

With Love Tumhara Shaan
Song: Zindagi
Singer: Shaan Top Songs
Category: Hindi
Released: 03 Aug 2017
Downloads: 20507
Track Qualities


Zindagi Mp3 Song Hindi Download By Shaan in album With Love Tumhara . Zindagi Song Download. Zindagi mp3 Song Download Songpk. Zindagi Lyrics by , Zindagi Composed By . Zindagi Belongs To , released Only On SongsPk

People Also Visit
Gandhi Money (Divine) Pyaar Tenu Karda Gabru (Romy) Shayad (Pritam,Arijit-Singh) Muqabla (Yash-Narvekar,Parampara-Thakur) Chandigarh Mein (Badshah,Harrdy-Sandhu,Tanishk-Bagchi,Lisa-Mishra,Asees-Kaur) Shankara Re Shankara (Adarsh-Shinde,-Mehul-Vyas)
More Related Songs By Shaan
Dus Bahane 2.0 (Vishal,Shekhar,KK,Shaan,Tulsi Kumar) Main Sach Bolda (Shaan,Mustafa) Tu Jida Muh Te (Dshaan) Kuch Alag Sa Nasha (Shaan,Sushmita Yadav) Tose Jo Naina Lage (Shaan,Sushmita Yadav) Jaago Narsimha Jaago Re (Shankar Mahadevan,Shaan,Udit Narayan)
Lyrics of Zindagi

Na chaand ka,
na taaron ka,
Na phoolon ka,
na bahaaron ka,
Na nazaaron ka,
na ishaaron ka,
Na apnon ka,
na begaanon ka,
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai,
Main kya karoon,
ajnabi se mujhe pyaar hai,
Voh ajnabi jaana pehchaana,
Sapnon mein uska hai aana jaana,
Aa ajnabi,
tere liye dil yeh mera beqaraar hai,
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai,
Main kya karoon,
ajnabi se mujhe pyaar hai,
Voh ajnabi jaana pehchaana,
Sapnon mein uska hai aana jaana,
Aa ajnabi,
tere liye dil yeh mera beqaraar hai,
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai,
Main kya karoon,
ajnabi se mujhe pyaar hai,
Khushbuon ki gali mein,
in hawaaon mein dekha,
Maine chehraa uska dilkash fizaaon mein dekha,
Oh,
bekhayaal karta hai,
voh bada deewana hai,
In labon ka pyaasa hai,
dil ka aashiqaana hai,
Bekhayaal karta hai,
voh bada deewana hai,
In labon ka pyaasa hai,
dil ka aashiqaana hai,
Voh ajnabi jaana pehchaana,
Sapnon mein uska hai aana jaana,
Aa ajnabi,
tere liye dil yeh mera beqaraar hai,
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai,
Main kya karoon,
ajnabi se mujhe pyaar hai,
Ab to uske liye hi raat bhar jaagti hoon,
Aaye ghadiya milan ki,
yeh duaa maangti hoon,
Ho,
jaaneman mohabbat mein faasla zaroori hai,
Dhadkanein yeh kehti hai,
chaar din ki doori hai,
Jaaneman mohabbat mein faasla zaroori hai,
Dhadkanein yeh kehti hai,
chaar din ki doori hai,
Voh ajnabi jaana pehchaana,
Sapnon mein uska hai aana jaana,
Aa ajnabi,
tere liye dil yeh mera beqaraar hai,
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai,
Main kya karoon,
ajnabi se mujhe pyaar hai,
Voh ajnabi jaana pehchaana,
Sapnon mein uska hai aana jaana,
Aa ajnabi,
tere liye dil yeh mera beqaraar hai,
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai,
Main kya karoon,
ajnabi se mujhe pyaar hai,